google.com, pub-5942053480632440, DIRECT, f08c47fec0942fa0 www.webseriesbabu google-site-verification: google1c6f99c71435d2b9.html Suweri Kya hai ? - Webseriesbabu

Watch any Indian web series online for free. Click here to view the latest OTT Desi web series list of seasons, episodes, cast, creators, news. Genres like Thriller, Action, Adult, Comedy, College, Roommates etc!

Thursday, July 18, 2024

Suweri Kya hai ?

Suweri Kya hai ?

Hamare blog par aap sabhi ka swagat hai . Main aaj aap sabhi ek bohut hi mazedar cheez batane ja raha hoon jiska name suweri hai . Purane Kamrup jile me jis time pe woha ke log uttar side par votheli utsav ki taiyari karte hai is samay par Kamrup dakshin disha me rehane wale log woha par  Suweri manate hai . Suweri  ko kisi kisi jagah par 'sarii' name se bhi jana jata hai . Suweri  utsav ko jyada gaonn wale mil jul kar ek sath manate hai .

Suweri utsav me mukhy tour pe Sri Krishna ji ka puja kiya jata hai . Votheli utsav ki tarah is utsav me bhi suweri ki jagah par do bans gaar kar rakha jata hai . Dono bans ke upaer ke ansh ko kata nhi jata hai yaha par . Jaha par woh bans dono gaar dia jata hai usi jagah par gaon ke pujya devata bishnu ya krishna ji ka murti stapan kiya jata hai woh singhhasan par rakha jata hai . Suweri utsav me jis trah krishan ji ka puja path kiya jata usi tarah votheli utsav me bhi hota hai . Suweri mukhya tor par dophar se hota hai . Puja path karne ke baad saam ke samay par sabhi gaon ko unke diye hue murti lota diya jata hai . Is puja ko gandha , puspha , Nau baidya tarikr se kiya jata hai . 

Gaon me jab Krishan ji ke singhhasa ko le kar jate hai tab byango tarike se ek yuddah hota hai . Byango yuddah ke liye gaon walo ko do bhag kiye jate hai . Ek bhag pehale hi jakar bich raste me khare rahate hai . Jo dusara bhag murti ko le kar jate hai woh log jungle patta kat kar murti ko le jate hai . Jab dusara bhag aise lekar jate hai tab pehala bhag unhe rastme me rakhkar yuddah karte hai .Suweri utsav me kuch saal pehale tak hathi ke yuddah jaise anusthan bhi hotatah. Aaj kal asie nhi hota hai . Iska mukhya karan hai samajik artha niti . 

Suweri puja ke dekhte hue ek samay par Sri krishana ki abhinai bhi hota hai . Palashbari me ab bhi Suweri puja me makhan fodte hai . Suweri puja puja me gowala log bhi aate hai . Suweri puja me gowala logo ke aane ka tatparya yahi hua ki is puja me Gau kalyan ki bhi uddeshya hota hai . 


No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot

Pages