google.com, pub-5942053480632440, DIRECT, f08c47fec0942fa0 www.webseriesbabu google-site-verification: google1c6f99c71435d2b9.html Mahendra Singh Dhoni ka biography hindi me - Webseriesbabu

Watch any Indian web series online for free. Click here to view the latest OTT Desi web series list of seasons, episodes, cast, creators, news. Genres like Thriller, Action, Adult, Comedy, College, Roommates etc!

Monday, July 1, 2024

Mahendra Singh Dhoni ka biography hindi me

Mahendra Singh Dhoni ka biography hindi me 



 Mahendra Singh Dhoni ka janm 7 july 1981 me hua tha . Mahendra Singh Dhoni ka janm Jharkhand me hua tha tab who Bihar se gyat tha . Mahendra Singh Dhoni professional right handed Indian Cricketer hai . Mahendra Singh Dhoni ko Unke Captain aur wicket keeper ke liye jyadA famous hai . Mahendra Singh Dhoni ke captain me team India 3 ICC trophy jeet chuki hai . Mahendra Singh Dhoni me Team India 2007 , 2011 aur 2013 me ICC trophy jeet chuki hai . Mahendra Singh Dhoni ICC 2011 WC ke final me 91 run banaye the . Final me wye Man of the Match bhi hue the. Mahendra Singh Dhoni WC 2011 ke final me no 4 par battinf karne aaye the . Mahendra Singh Dhoni India sabse Safal captain hain . Mahendra Singh Dhoni sabse jyada International match o me captain kiye hain . Mahendra Singh Dhoni hi world ke aise caption hain jo sabhi ICC trophies jeet chuke the . Mahendra Singh Dhoni ne ASIA cup 2010 , 2016 aur 2018 jitaya tha .

Agar IPL carrier ki baat kare to Mahendra Singh Dhoni IPL me CSK ke liye khelte hai . Mahendra Singh Dhoni ki captain me CSK five times IPL champion hai . Mahendra Singh Dhoni ke captain me CSK 2010 ,2011, 2018 , 2021 aur 2023 me IPL trophy jeet chuki hai . Mahendra Singh Dhonike captain me CSK Champiuons Leage 2010 aur 2014 bhi jeet chuki hai . Mahendra Singh Dhoni IPL carrier me 5000 se jyada run bhi bana chuke hai .

Mahendra Singh Dhoni Test cricket se 2014 me retired h chuke hai . Mahendra Singh Dhoni one day se 2020 me retired me ho gaye hai .

Mahendra Singh Dhoni 2011 me Sakshi Singh se shaadi kar chuke hai . Mahendra Singh Dhoni ek beti bhi hai . Mahendra Singh Dhoni ke beti ka name Ziva dhoni hai .

Mahendra Singh Dhoni ke favourite number 7 hai . Thala for a reason .

Mahendra Singh Dhoni ke captain me Team India 2009 me pehali baar ICC ranking me no 1 aayi thi .Mahendra Singh Dhoni ke one day match me highest scoore 183 woh bhi Sri lanka ke against 2005 me . Mahendra Singh Dhoni ke highest jo hai woh chase karte hue hai .
Mahendra Singh Dhoni 90 test match total khele hai un sab match ko milakar Mahendra Singh Dhoni ke total runs hai 4876. Mahendra Singh Dhoni ke test me highest score hai 224 . Mahendra Singh Dhoni test match o me kul milakar 78 sixes aur 578 4s mare hai .
Mahendra Singh Dhoni me 350 one day mathes me 10778 runs hai aur average hai 50.58 jo bohut aachaa . Mahendra Singh Dhoni ne one mathe me kool milakar 826 6s aur 889 boundary mare hai . 

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot

Pages