google.com, pub-5942053480632440, DIRECT, f08c47fec0942fa0 www.webseriesbabu google-site-verification: google1c6f99c71435d2b9.html Jatiyo Charitra - Webseriesbabu - Webseriesbabu

Watch any Indian web series online for free. Click here to view the latest OTT Desi web series list of seasons, episodes, cast, creators, news. Genres like Thriller, Action, Adult, Comedy, College, Roommates etc!

Friday, July 19, 2024

Jatiyo Charitra - Webseriesbabu

 Jatiyo Charitra - Webseriesbabu

Admiyo ki jaise unka khud ka charitra hota hai , waise hi kuch kuch jato ka bhi apna khud ka charitra hota hai . Bharat varsh me sabhi jati ya jana jati ke log sath mil jul kar rehate hai aur un jatiyo ka bhi khud ka kuch bawod hota hai . Jaise ki silpa ki akarshita hona japanese logo ka charitra hota hai . Purane aur naye ko ek sath le kar chalna British logo ka charitra hota hai . Aur sabhi jatiyo me aise hi vinnata dekhne ko milta hai . Sabhi jatiyo ke asie hi khud ke guno ko jatiyo charitra kaha jata hai .

Hindu , Muslim,Christain ,Ihudi logo me unke ke bech me bhi dharma gata vinna vinna charitra dekhne ko milta hai. Parantu Hindu , Muslim aadi asal me koi jaat nhi hai - woh sab dharma sampradaya hai . Ek hi desh ke Ek hi bhougalik parivesh ke bech ek hi sasan babyasta ke niche reh kar ek ghar me rehene jaisa parivash banakar admiyo ke bade bade guto ko Jati kaha jata hai . English me isko "Nation" kaha jata hai . Abeg milan hai jatiyata ka mul rup . Vougolik Parivesh , Prakriti ke aan ,Atit itihas , Sanskritik vabo ka idhar udhar karna aadi jatiyo charitra gathan ka Pramukh upadan hai .

Logo ke samuh hi miljul kar samaj gathit hota hai . Isiliye Jatiya charitra gathan me byakti ka pravav bhi hota hai . Jatiyo veer veerangana log unlogo ke karma ke adarsha kisi jati ko anu pranita karte hai . Sirf bade bade maha muni ke chinta dhara hi koi jati ko anu pranita nhi karte . un logo ke jyan ke jyoti hi samagra manab jati ko apni aur anu pranita karta hai . Adami parivesh ke das hote hai - Aam admiyo ke liye ye line sampurna se baithata hai . Jo parivesh me janm grahan karte hai , Jo parivesh me bade hote hai us parivesh ko aticaman karna acchi baat nhi hai . 

Jatiya charitra ke naas hone par kisi jati ka bhi naas ho jata hai . Isiliye jatiya charitra ke bikash aru unnati ke liye hum sabhi logo ko ek jut hokar samaj ko aage badhana chaiye . Sarkar ka kartavya yaha par adhik hota hai . Science ke roz naye naye aviskar , news paper ke prachalan , ek dusare desh sath mitrata stapan . Vin vin jtiyo ke bech bhai chara ka barava ke jaruye sabhi jatyo ki samata hota hai . Hum sabhi ko ye sab atut rakhna chaiye taki duniya me saantulan barkarar rahe . 


No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot

Pages